SocialTwist Tell-a-Friend

October 19, 2010

162

> Pani me itrana machhli ka style hai,
Hawa me udna Panchhi ka style hai,
Diff msg bhejna mera style hai,
Aur Fokat me msg padhna aapka style hai.

> Vada hai ki mar mar ke bhi dosti nibhayenge,
Bhoot ban kar paas tumhare ayenge,
Agar so rahe hoge to jagayenge darna nahi,
Hum pyar se miss you keh kar chale jayenge.

> Samandar se sikhi pyar ki gehrai,
Raat se sikhi hai lambi tanhai,
Chand se sikha hai humne deedar-e-yaar,
Aur aapse sikha hai SMS ka intzar.

> Kya kahe kuchh kaha nahi jaata,
Dard mitha hai par saha nahi jata,
Dosti ho gayi he is kadar aapse,
Ki bina disturb kiye aapko raha nahi jata.

> Pyar me maut se darta kaun hai,
Pyar ho jata hai karta kaun hai,
Hum to kar de pyar me jaan bhi Qurbaan,
Par sala humse pyar karta kaun hai.

> Hichkiyon ka aana band ho gaya,
Shayad humara Dost humse tang ho gaya,
Phone aana to bahut badi baat hai,
Ab to msg bhi aana band ho gaya.

> Bhool gaye ya bhulana chahte ho,
Door kar diya door jana chahte ho,
Ajma liya ya ajmana chahte ho,
Msg kar do ya ab haddiya tudwana chahte ho.

> Dil u hi kisi par ata nahi,
Pyar yu hi kiya jata nahi,
Pyar karo to dard sahne ki adat dal lena,
Kyo ki ye wo dard hai jo moov se bhi jata nahi.


> When i was a cute child,
Every girl wanted to kiss me,
I allowed them
Now i want to kiss many cute girls,
They dont allow
Morel: Girls are selfish.


> Sab dost bewaafa ho gaya,
Hum apne mobile se kafa ho gaye,
Sms isliye kar rahe hain zalimo,
Kahi tum ye na samjho ki hum duniya se dafa ho gaye.

0 comments:

Post a Comment

 


Last Update - 2011, MAY 29
Sunday Off